Create New Playlist

Add a cover pic of your own choice

(Optional)

Name

AI Cover Generator

4 credits

Not enough credits (0/4).

Logout

Are you sure you want to Logout?

Close

Tere Charno Ki Dhool Nyaari 1 by Abhay

SongGPT
Tere Charno Ki Dhool Nyaari 1 by Abhay - Devotional,both vocals music cover art

Tere Charno Ki Dhool Nyaari 1

Devotional,both vocals

0:003:53
Lyrics
Description
Radheyyyy.....radheeyyyyyy................, Radheyyyy.....radheeyyyyyy................,
Radheyyyy.....Krishna...... krishnaaaaa.......kirshnaaa..........radheeyyyyyy.......
Tere charno ki...
Tere charno ki ....
Tere charno ki dhool nyaari....
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna........
Tere charno ki dhool nyaari....
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna........
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
Tere charno ki dhool nyaari....
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna........
Radha ji ke charno mei jo koi aaya ..
Bin mange hi usne sab kuch paaya
Radha ji ke charno mei jo koi aaya ..
Bin mange hi usne sab kuch paaya
Radha ji ne vrindavan bulaya
Apne charno se lagaya
Charno se kabhi door na karnaaa......
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Muradein wo apni sari puri kar paya
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Muradein wo apni sari puri kar paya
Radha ji ne bhakton ko bulaya
Krishna ji se milaya dukh dardo ko mitaya
Charno se kabhi door na karnaaa......
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Dhan Daulat usne bharpur paaya
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Dhan Daulat usne bharpur paaya
Radha ji ne bhakton ko bithaya
Man chaha var dilaya , jivan hai bnaya
Chanro se kabhi door na karnaaaa....
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Moh maya ke bandhan chord ke Aaya
Radha ji ke charno mein jo koi aaya
Moh maya ke bandhan chord ke Aaya
Radha ji ne bhakton ko samjhaya
Sahi रस्ता dikhaya Manzil tak pahunchaya
Charno se kabhi door na karnaaa......
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
Radha ji ke charno mein jo koi Aayaa
Mukti Moksh to hai usne paayaaa
Radha ji ke charno mein jo koi Aayaa
Mukti Moksh to hai usne paayaaa
bेड़ा radha ji ne paar karaya
janjal se bachaya, mukti wo to paya
Charno se kabhi door na karnaaa......
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............
Teri surat hai sabse pyaari
Barsane ki dulari......
Kripa barsaye rakhna....
apni to radha ji ki baat nyari
ow to jag mein hai sabse pyari
Radha ji hai nadi bholi bhali
kRishna ki dulari
Charno se kabhi door naa karnaaa.....
Tere charno ki dhool nyaari......
Shree radha ji humari
charno se kabhi door na karna............