Create New Playlist

Add a cover pic of your own choice

(Optional)

Name

AI Cover Generator

4 credits

Not enough credits (0/4).

Logout

Are you sure you want to Logout?

Close

Dil Le Gayi 1 by Maari

SongGPT
Dil Le Gayi 1 by Maari - Hip Hop/Rap music cover art

Dil Le Gayi 1

Hip Hop/Rap

0:003:23
Lyrics
Description
Dil le gayi wo mera dil le gayi
dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dhadkane thi mute maina rakha haath seene pe to tab pta chala ke wo to dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gyi
Umar lagi 17 mujhko aaya tha m 11vi m
Science mili mujhko sena choda sabke saamne
Phla din school ka tha after lockdown
pehnu dress bina press ke aur karta tha fasad
Apna gang tha alag se baithe piche sabse last
Jinke sath kaati tafri thi wo dil ke hisse 4
Phla hafta beeta month ka dil hua chaukanna fir
Dusra hafta beeta month ka aai ek kanya
Dekh pehli baar usko dhyaan mera bhatka
Aur fir dusri baar dekh badhi dhadkani ki chamta
PTA ni ku hua kaisa hua i don’t know bro
Per ek baat sach h mera pyaar h wo saccha
Ye sunkar dost bola galti na h teri
Bs umar ka kasoor keh de jake na kar dere
Per fat ti bhot thi jab aati thi wo saamne
M dosto m tha modi aur Manmohan uske saamne
Aisa hi cut gya april ka mahina
Wo padhi m thi weak tabhi section uska badla , what
M mattha pitu pareshan abe ye kya hua
Dost bola -beta m to Phle hi kehra tha
Bs uske baad sara game hi to badla h kahani ye anokhi wahi hua jiska dar tha
suno btau sabko kaisa haatho se wo nikli
Phle suno corous aur fir kahani agli
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dil le gayi wo mera dil le gayi
Dhadkane thi mute maina rakha haath seene pe to tab pta chala ke wo to dil le gyi
Dil le gayi wo mera dil le gyi
Dil le gayi wo mera dil gayi
Ab bhi usko paane ki thi khwaahish behisaab se
Ha sar pe lambi choti uski aankhe thi sarab si
Kharab si is jindagi m khushiyan usse maangi
Per wo nikli jaisa pyaaj
Mujhko aanshu de gayi
Mujhko yaad h wo Phla scene hua tha create
Sabse pehle aaya school m aur karra tera wait
Dil ki dooriyo ke beech aaya londa meri class ka
Aur le gya udake usko m hua tha late
Aag lag gyi thi seene m aur dil tha mera toota
Pehli baar jab pta chala tha is kartoot ka
Rootha mera rab mujhi se
Paapo ka ye fal tha mera
Bhabi ho gyi thi
jisko bolna tha babu mera
Hua sad end kyoki keh nahi m paya
Kaisa bhoolta m usko
Jisne ishq tha sikhaya
Dikhaya usne mujhko ke nahi thi itni seedhi wo
Ek to uska gam dusra science ne sataya
Akela sa m pad gya bs sath thi kalam
Uski yaad nahi mit ti ab bhi dil h besharam
Kalam se likhi ye kahani
sacchi kuch bhi jhoot na banaya
Mere dil m thi jo baatein
unko lafjo main m laya
Socha maina kaisa uski yaado ko mitau
Ya fir londe ko hi kaisa apne raste se hatau
Per m pagal tha na kar paya ...